Umar Bhar Ka Intezaar Hai…
Tujhse Milne Ko Yeh Dil,
Hamesha Bekarar Hai…!!
Aj Is Dil Se Nikle Alfaaz Itne Pyare…
Yaara Hamari Yari Keh,
Dastaan Hai Bahut Sare…!!
Likhna Shuru Karu Kaha Seh
Us Khubsurat Deewangi Ka…
Jab Apno Keh Ruthne Seh Jyada Dar Tha Hume Teri Narazgi Ka…!!
Bas Gine Chune Tasveere Mili Thi Uski…
Ankho Mai Nami Aur Hothon Pe Hasi Lade
Waise Baat Thi Uski…!!!
Dekh Rahe Hai Aajkal Tere Sath
Bahut Naye Chehro Ko…
Yaad Rakhna, Tumse Jyada Pyaar Aur
Beizzati Karne Ka Haq Sirf Hai Humko…!!
Yuh Toh Kasme Wade Bahut Kiye The Tune Humse
Par Sayad Milne Ka Waqt Nahi Nikal Paye Itne Dinse
Koi Baat Nahi….
Umar Bhar Ka Intezaar Hai…
Tujhse Milne Ko Yeh Dil
Hamesha Bekarar Hai…!!
